Wazifa ka urdu zuban main bohat se matlab hain, jesa ka pechay ana, rozana kam karna, roz marra parhnay ki dua. Isi tarhan wo har cheaz jo mukkarra wakat k liye hai, Jesay student ko lesson dayna daily ye bhi wazifa hai. humain ager retirement ka baad jo paisay miltay hain wo bhi wazifa hai, ye tamam chezain wazifa hain in tamam main har cheaz musalsal ho rai hai. Zarorat se zaid hona aik pattern main hona ye wazaifa hota ha. Allah ka zikar aur roz marra ki duaoun ko parhna bhi wazifa hai.
Free Rohani wazaif:
Free rohani wazaif jaferi sab humain har kisam ka masail ka liya wazifa batain gay jesa ka:
- Shadi ka wazifa.
- Imtihan main kamyabi ka wazifa.
- Bemari k wazifa.
- Jadu ko khatam karna ka wazifa.
- Na farman olad k liye wazifa.
Rohani Wazaif:
Rohani Zaicha:
Ilam e aadad se humain sitaray ka bio data pata chalta hain ais main 4 chezain confirm hoti hain
- Ap ki shadi k bara main btata hain ka aik nikkah ho ga ya do hon ga.
- Socho fikar.
- Dil o demag.
- Karobar: konsa karobar raas aye ga, or usa konsa kam karna chaha baaz logoun k pas bohat paysa hota hai, Wo karobar karta hain un ko raas nai ata wo flop ho jata hain or baaz ko kuch investment se bhi bohat faida ho jata hai.
Zaicha main humain pata chalta hai humain ye kam raas aye ga ya nai is k liye shart ye hai k zaicha nikalna wala ka dil saaf ho. Aj kal har bnda parishan hai. Kuin k ab kabhi kisi insan ne zaicha nai banwaya aj kal k log is ko zarori nai samjhta.
Zaicha ko banana main bhi aik ganta zarror lagta hai kun k ais main aik aik cheaz dekhi jati hai.
- Sb se pahla larka k aadad count kiye jata hain,
- Phr us ki walda k aadad count hota hain.
- Date of birth,
- City name,
- Payda hona ka time note kiya jata hai,
wagera ye sb chezain zaicha main bohat important hain. Or zaicha nikalna wala banda k liye zarori hai ka usa 12 sitaroun ka acha tarhan ilam ho. Ye bohat bara ilam hai is main bohat time lagta hai jo jaldi karata hain wo fraud karta hain.
Jo log zaicha banwana chahta hain us k liye 3 chezain must hain
- Ap ka marrof naam jis se ap ko pukara jata hai buchoun k do do naam nai rukhna chahiyen is se bohat sa masla hota hain,
- Date of birth
- City
Rohani Zaicha se humain pta chalta hai ka konsi cheaz humara liye theak ho gi or konsi cheaz humara liye nuksan ka sabab bana gi. Har insan ko apna zaicha zarror banwana chaya ta ka wo ana wali aun mushkilat se buch saka. Agar ap online istikhara karwana chahty hien to ham sy contact krein.

No comments:
Write comments