Pages

Information Technology


Advertisement

Tuesday, November 29, 2022

What is Black Magic? How can we protect ourselves from it?

 Black magic is an evil act that is used to harm or hurt people by acting services, anywhere in the world. The effect of these services can be felt thousands of miles away. The people who do black magic are not Muslim because black magic caster seeks help from shaitan to perform magic. When people are jealous of you than they do black magic.

Types of Black Magic:

  • Kill your enemy.
  • To control someone act.
  • To increase temper.
  • To stop pregnancy.
  • To keep you sick.
  • To stop the marriage.
  • To stop the progress of your business.
  • To remove your happiness.
  • Unplanned coincidence.
  • To remove relationships with friends and relatives.
  • Things go disappear
  • Losing your memory
  • Failing on examination

Black Magic Types

Black Magic ka Tor:

We can remove black magic by using herb and looking for help from Allah Almighty. Many powerful ways to remove black magic (black magic ka tor) by doing azkaar and seeking help from Allah Almighty. Allah Almighty is the best healer and most powerful. Mostly, Aamil do Amal to finish black magic (black magic ka tor).

Kala Jadu ka ilaj:

Kala jadu aik shaitani amal hai ye ziyada ter wo log krtay hain jo kisi ko khush nai dekh saktay aun ki khushiyoun se jaltay hain. Aysay log phr kala jadu ki tarf jatay hain ta k aun ko nuksaan ponchaya ja sakay. Jo log kala jadu kartay hain or karwatay hain aun k dil main imaan nai hota wo musalman bhi nai hotay, jo kala jadu kartay hain wo shirk kartay hain or shaitan se madad mangtain hain jis ki waja say aysay logoun ko shaitan boltay hain.

Kala jadu ki bohat c kismain hain or is ka asar bohat dair tak rahta hai. Ager kisi k upper kala jadu hoa hai, usay chahy k wo Allah se maddad magngay. Allah pak bohat raham krnay wala hai aur har mushkil kusha hai. Kala jadu ka ilaj ye hai k ap ziyada se ziyada zikar o azkar karain or Allah par yakeen rakhain Allah bohat carsaaz hai.

Bohat se logoun par kala jadu karwaya jata hai jis ki waja se WO mukhtalif parishaniyoun main mubtila ho jatay hain: jesa k shadi main rukawat, bemariyun main mubtila, imtihan main nakami, oulad ki nafarmani, rishtun main bandish, nafsiyati mareez, gharelo parishaniyan or is tarhan ki bohat si mushkilat main mubtila ho jata hain. Aysay bunday ko chaye k wo har hall main Allah se madad hasil karay.

Jadu Ka tor

Jadu ka Toor:

Jadu shaitani amal hai is ko khatam zaroor karna chaye warna ye waqat k sath sath ap ki family or friend ko bhi tabah o barbaad kar sakta hai, is liye jadu ka toor karna bohat zaroori hai. Kala jadu ka toor baaz oquat kuch cases main kam nai karta jesa k, kuch log jo mentally bemar hotay hain ya koi bhi demagh ki bemari ho un par jadu nai hota is k liye better ye hai k doctor se treatment karwaya jaye, kuin k in cases main bohat se Aamil logoun ko dhokha day rahy hain or un se apnay mafadaat poray kar rahy hain.

Aysay dhokay bazz Aamiloun se hamesha se buch kar rahna chahye.amil ko chahye apnay ilam k zarye logoun ki help kray is se pta chahly ga wo kitna sincere hai apnay kam main.

Aysa nai hota k kala jadu aik bar honay k baad na ho kun k bohat se log ap ko nuksaan ponchatay hain, ap ko khush nai dakh saktay, is k liye zarori hai k hamesha Allah pak se help lain or Alllah ka zikar krtay rahain.

Jadu ka toor ye hai k ap khud Allah k kareeb ho jain, Aun se madad hasil krain or khud ziyada se ziyada Allah ka zikar krain, Astaghfaar krain or kasrat se Allah ko yaad krain,  sadka day, nawa fill parhain or kisi se bhi apni parishani share na krain, is se log ap ko or parishan krain gay. Is ka better hull hai ka ap sabar krain or Allah se or Quran pak se rahnomai hasil krain.

Ager koi kala jadu main mubtila hai to Wo Aamil Ms Jaferi sahab ki help lay skta hai Kun k bohat se marezoun ne in k ilam se shifa or kamyabi hasil ki hai, Aamil ji ka ilam bohat door tak phala hai. Allah pak Aamil Ms Jaferi ko aysay hi logoun ki parishaniyan door krnay main kamyabi dain. Ameen…!

NOORI ILM | Se Kese Kam Hota He|NOORI ILM KI TAQAT | Istikhara Specialist

 Noori ilam aik aysa ilam hai jis main noori mukhlook ka istimal kiya jata hai. Ager kisi ka pas noori mukhlook hai or wo us k tabey ho phir wo 100% theak kam krain gay. Ager koi jinnat ko kaboo krata hai to wo jinnat us k liye theak kam nai krain gay, bulkay us ko nuksaan ponchaye gay.



Noori ilam ki 6 iksaam:

  • Wazifai wo shuks: jo pakeezgi main rahta hain aus ka wazifa asar krta hay.
  • Taweezati: taweez k zarye logoun ki Madad krna.
  • Parhai noor: surat parhna…
  • Jinati amal: jinnt ko kaboo krain gay
  • Kbristani ilam: kuch ilam kabristan main hota hain, ye bohat takatwar hai, is main maslay bohat hain ager ho jaya to Acha ha warna nuksaan bohat hota hain.
  • Shamsi ilam: Sitaroun k zarye ilam.
Ye sb noori ilam ki iksaam hain Jo hakeeki or bunyadi haysiyat rukhti hain. Ap apnay har maslay ka hulk humara se online nori ilam k zarye hasil kar saktay hain. Noori ilam bohat faida mand ilam hai ais main hum Qurani ilam k zarye rahnomai hasil kar saktay hain.
Is k ilawa ap online free zaicha k zarye ap apnay naam ka matlab or zindagi main ana wali parishani ka pata kar sakta hain. ap free zaicha bhi banwa saktay hain jo ap ko ap ki roz mara zindagi k bara main btaya ga aur ye btaya ga ka ager koi kam ap start karna chahta hain wo kam ap ka liye theak hai k nai. Is tarhan ap online zaicha ka zarye apnay masail ka hulk kar sakta hain.

Doosri makhlook ko taskhear karna, aun se madad Layna, mukhtalif iksam ki parhai krna amliyat kahlata hai. Is main ap ko bohat se khatrat paysh aa saktay hain, kun ka ais main ap dosri mukhlokat ki takat istimal krtay hain. Roohani amliyat ka maksad ye hai ka poshida kuwat ko hasil kia jaya, Lakin rohaniyat waqt talb ilam hai. Rohaniyat aik mahfooz ilam hai, magr amliyat main jan ka khatra lazmi hota hai. Aysa nai k amliyat ka ilam khtarnak hai ais se dosti or help bhi hoti hai.
In poshida kuwat ko hasil krna ka amliyat bhi khatarnak hota hain. Amliyat 2 tarhan se kiya jata hai, aik qurani tarika k zarye logoun ki khidamt ka liye or dosra shaitani tarika se burai k liye. Insan k har kam  ka daro madar niyat par hai.

Amliyat ki Mukhtalif Sift hain:

  • Ilam jinnat
  • Ilam muklaat
  • Ilam hmzaad
  • Ilam jahfr
  • Ilam paryan
  • Qurani amliyat
  • Amliyat arwah
  • Taskhir hywanat
  • Davi or davtaoun ki taskhir
  • Kala jadu
Ain sub ko mila kar amliyat ka ilam banta hai. Ye pakeza ilam aur har naik sift amliyat ki sift main milain ga. akhir wali two sift insan ka liye haram hain. ye kufar ki tarf lay jain gi jahn wo na dunya ka raha ga na akhrat ka. Amliyat ki dunya main insan ko apna iman kaim Rakhna hai to usay chahya Qurani amliyat se istifada hasil kara. Amliyat ka ilam dolat, shohrat or izat hasil karna ka liye nai hai, bulka bhatki hoi makhlook ko naik rah par lana par bhi hai.
Ager kisi insan ka maksad ye hai ka kisi jinnat ko kaboo kar lon aur aysah o ishrat ki zindagi guzaroun to is insan ko kabhi ilam hasil nai ho ga. wo mayoos ho kar lotay ga, wo kala jadu ki taraf mail ho jay ga. Aj ka door ma Aamil yehi ab kar raha hain logoun ko theak ilam nai data, wo mayous ho jatay hain. laykin jub unhain kala jadu ka ilam data hain wo foran kamyab ho jata hain. Kun ka shaitan isi talash ma rahta hai ka insan ko gumrah kroun.
Is ilam main shaitan in ko kamyabi dilwa kar ausa iman se door lai jata hai. Jadu sikhana wala islam se nikal jata hain.  jb logoun ko smjhaya jata hai k buri rah main na chalain to wo kahta hain ap ka Qurani ilam kam nai krata. Aysa is waja hai k hm sochta hain jin ko taskhir kar ka apni life khushgawar bana lain gay laykin ais doran hum Allah ko bhool jatay hain. wo log jo har hal0l main Allah ko pukara us ka shukar ada kara wo Allah k kareb ho jata hai. Ilam hasil krna sunat hai laykin logoun ki bhalai k liye hasil kiya jaya.


What is The Purpose of Online Istikhara?

 The reason for online istikhara is to help you give a fast and easy service at your home. Nobody can deny the importance of istikhara; it is the need of everybody. The concept of online istikhara creates confusion in Muslim society. Istikhara itself tells us that, it is the help and goodwill from Allah.

For a better result of your decision, you must do istikhara three to seven times daily at a specific time, most people do istikhara after Isha prayer, for istikhara, there is not and fast boundary line you must do it after any prayer, but it is better to do it after Isha prayer. When you perform, istikhara you must have complete trust in Allah Almighty. During the days of istikhara, you must focus on your goal. You can also contact us for an online istikhara facility.





The Protection and Method of Istikhara:

  • Protection:
  • You must have to be neat and clean because cleaning is half of Imaan.
  • Neat your place for prayer.
  • Prepare ablution.
  • You must be focus on the purpose of istikhara.
  • You must have solid believe on Allah Almighty decision.
  • Istikhara Method:
  • After Isha prayer, pray two istikhara Nawa fill.
  • In first Rakat after surah, Fatiha recite the Surah-al-Kafirun and in second Rakah read surah-ul-Ikhlaas.
  • Recites istikhara supplication when you pray the Nawa fill.
After recite the Dua e istikhara, you must send blessing in Hazrat Muhammad (SAW) in the form of Durood, before and after any request to the Allah Almighty for direct conclusion of prayers. You must sleep in the form of ablution and keep its face towards Qibla and it is the way of Hazrat Muhammad (SAW).

When a person makes istikhara then he became close to Allah Almighty. The blessed angel of Allah, the high-ranking are the only creatures that are very near to Allah Almighty. However, if a person on earth pleases to him after making up one’s sleep, Allah Almighty highly appreciates this achievement, listen to its demand, and tells his heavenly messenger about that particular individual.
Istikhara is a form of request, it cleans our hearts and soul and brings us close to Allah Almighty. May Allah Almighty give us the will and desire to understand the importance of this istikhara prayer from it in a more meaningful manner! Ameen!

Jub koi musalman fasla kar raha hota h usay chaya k WO Allah say rahnumai aur bhalai hasil kar k fasla kraya, Kun kay yeh to Allah he janta hai hamara liye kya acha hai aur kya bura hai. Ager ap kisi bhi fasla k baray may mutmain nai hon to ap ko chahya k ap istikhara krain ya krwain, kun kay istikhara se humain Allah pak ki rahnumai milti hai. Istikhara aik powerful tool hai Jo humain btata hai k Allah pak humaray is faslay main razi hain ya nai. Istikhara se hum Allah ki marzi ka mutabik fasla kr saktay hain.
Humain Allah se poray yakeen ka sath dua krni chaye,  Humain dua krnay k bad bay chain nai hona chaye, Hmain dua krnay ka bad nishaniyoun or mojzay ki umeed nai rakhni chaye, Ye sb theak nai hai humain sirf Allah se dua krni chaya, Woi humain seadha rasta dekhaye ga. Hmain yakeen rakhna chaya Allah ne humain suna hai aur Ais ka jawab zarror  dain gay INSHALLAH…!

Hadees main hai Syed Jabir bin Abdullah bayan karta hain:

“Hazrat Muhammad (SAW) humain istikhara ka tarika sikhatay thay, istikhara ka matlab hai Allah se kisi kam ka baray main theak tarhan hidayat layna ha Jis tarhan humain taleem di hai”.

Quran ki aik Ayat ka mafhoom hai:

“Tum main se jub bhi koi kisi kam krnay ka irada kray usay chaya ka wo namaz ka bad 2 rakat nafal parha, pahli rakat main surat fatiha k bad surah kafiroun or dosri main surah ikhlas parhay, phir istikahara dua krain”.
Istikhara Dua kartay waqt humain apna maksad par focus krna chaya, yahan par note krnay ki zarorat ye hai ka kisi ko istikhara ka jawab khawab aur ahsasat main nai milta, bulkay inkashafat se milta hai. Hmain har hall main Allah par bharosa karna chaya. Jub tak ap Allah par bharosa nai karain gay tub tak ap apnay maksad main kamyab nai ho saktay.
Aamil Ms Jaferi ka ilam pori dunya main makbool hai, Ain k ilam k zarya bohat se logoun ne kamyabi hasil ki hai. Ms Jaferi Sahab ka Pas ap ka har kisam ka masail ka hall majod hai. Ap koi b kam karna sa pala Istikhara k Zarya malom kar saktain ka ya ap ka haq ma theak rha ga ya nai. Allah pak hum sub logoun ko naik kam karnay ki tofeak ata farmaye Ameen…!

Qurani Wazaif in urdu - Online Rohani Ilaj | Istikhara Specialist

 Wazifa ka urdu zuban main bohat se matlab hain, jesa ka pechay ana, rozana kam karna, roz marra parhnay ki dua. Isi tarhan wo har cheaz jo mukkarra wakat k liye hai, Jesay student ko lesson dayna daily ye bhi wazifa hai. humain ager retirement ka baad jo paisay miltay hain wo bhi wazifa hai, ye tamam chezain wazifa hain in tamam main har cheaz musalsal ho rai hai. Zarorat se zaid hona aik pattern main hona ye wazaifa hota ha. Allah ka zikar aur roz marra ki duaoun ko parhna bhi wazifa hai.



Free Rohani wazaif:

Free rohani wazaif jaferi sab humain har kisam ka masail ka liya wazifa batain gay jesa ka:

  • Shadi ka wazifa.
  • Imtihan main kamyabi ka wazifa.
  • Bemari k wazifa.
  • Jadu ko khatam karna ka wazifa.
  • Na farman olad k liye wazifa.
Is tarhan ki mukhtalif kisam ka wazaif ap humari website se free hasil kar saktay hain, ager ap kisi bhi parishani main mubtila hain, hum ap ko ap ki parishani ka hull k liye wazifa btain ga jo ka ap ki har mushkil ko door kar day ga. Ap hum se online wazaif bhi poch sakta hain bus ap humain apni parishani batain hum ap ki har parishani ka ilaj online wazaif se karain gay.

Rohani Wazaif:

Rohani wazaif aik aysa ilaj hai jis ka zarye insan ka wo tamam masail hul kar diye jatay hain jis se wo parishan hota hai. Rohani wazaif islam k mutabik hai, majoda door main har koi parishan hai. Insan karobar, bachoun ki shadi or karobar main bandish ki waja se parishan hain. Hum wazaif se aun logoun ki help krna chayan gay jin ki khushyoun se bhari zindahi tabah hoi ho gi. Ghar main har waqt bay sakoni hoti ho, poray ghar main khushyoun ka khatama ho jana, mian bivi ki muhabbat larai main badal gai ho, is tarhan k degar masail ka hull ap wazaif k zarya karwa sakta hai. yaad rakhan jadu bur haq hai or ilam ko ilam k zarye kata jata hay. Jo log pasa kharch karny k bawajod parishan hain wo apnay masail rohani wazaif k zarya hull karwa sakta hain.

Rohani Zaicha:

Rohani zaicha wo ilam hai jis main ap Islamic tarika se jo calculation kartay hain wo theak hoti hai. Zaicha ko ilam aadad se or abdi kamar se nikala jata hai is ko nikalnay k liye bhi 4 tarikay k ilam btaya gaya hai. Misal k toor par ilam aadaad to sab hi ko pata hai. jesa k ray word hai ye pora 200 hain but jub majooda door k Aamil count karta hain jesa k walda or beta ka jo ilam aadad aa raha hota hain un ko plus kar data hain. Lakin har aik ka apna tarika hota hai.

Ilam e aadad se humain sitaray ka bio data pata chalta hain ais main 4 chezain confirm hoti hain

  • Ap ki shadi k bara main btata hain ka aik nikkah ho ga ya do hon ga.
  • Socho fikar.
  • Dil o demag.
  • Karobar: konsa karobar raas aye ga, or usa konsa kam karna chaha baaz logoun k pas bohat paysa hota hai, Wo karobar karta hain un ko raas nai ata wo flop ho jata hain or baaz ko kuch investment se bhi bohat faida ho jata hai.

Zaicha main humain pata chalta hai humain ye kam raas aye ga ya nai is k liye shart ye hai k zaicha nikalna wala ka dil saaf ho. Aj kal har bnda parishan hai. Kuin k ab kabhi kisi insan ne zaicha nai banwaya aj kal k log is ko zarori nai samjhta.

Zaicha ko banana main bhi aik ganta zarror lagta hai kun k ais main aik aik cheaz dekhi jati hai.

  • Sb se pahla larka k aadad count kiye jata hain,
  • Phr us ki walda k aadad count hota hain.
  • Date of birth,
  • City name,
  • Payda hona ka time note kiya jata hai,

wagera ye sb chezain zaicha main bohat important hain. Or zaicha nikalna wala banda k liye zarori hai ka usa 12 sitaroun ka acha tarhan ilam ho. Ye bohat bara ilam hai is main bohat time lagta hai jo jaldi karata hain wo fraud karta hain.

Jo log zaicha banwana chahta hain us k liye 3 chezain must hain

  • Ap ka marrof naam jis se ap ko pukara jata hai buchoun k do do naam nai rukhna chahiyen is se bohat sa masla hota hain,
  • Date of birth
  • City

Rohani Zaicha se humain pta chalta hai ka konsi cheaz humara liye theak ho gi or konsi cheaz humara liye nuksan ka sabab bana gi. Har insan ko apna zaicha zarror banwana chaya ta ka wo ana wali aun mushkilat se buch saka. Agar ap online istikhara karwana chahty hien to ham sy contact krein.

Rohani Ilaj, Rohani Amil Online, Online Istikhara

 Aj hum janain gay Rohani ilah humari zindagi main kasa kiya jata hai. Hazrat Muhammad (SAW) ki muhabat humara liye bay had takatwar rohani asraat rakhti hai. Isi takat ko sifa imraz main istmal karna wala amal ko rohani ilaj kahtay hain. Ais ka 5 method hain. ya Hazrat Muhammad (SAW) ki muhabat k bagar kam nai krti. Tarikay ye hain:

  • Dua
  • Sadka Khairat
  • Tawakal
  • Wazaif
  • Qurani Taweez



In main se koi bhi tarika ap ko rohani ilaj k liye kafi hai. Baz log smajhta hain rohani ilaj siraf tawezat, wazaif tasbihat wagera say kiya jata hain. Rohani ilaj sirf taweez or wazaif se nai kiya jata bulkay dua, sadka khirat or Allah par tawakal se kiya jata hai Aur ye sub se Afzal surat hai.

Shadi ki rah main hyel har rukawat ab Allah Pak ki rahmat se door ho gi. Kalam Allah ki barkat be misal hai. Kalam-e-pak jis main koi shuk ki gunjaysh nai hai. Jab bat ho dil ki to ilaj surat yassen hai ais k wazaif se dua rude ho he nai sakti. To Inshallah ap ki dua yaqenan bargah-e-ilahi main qubol ho gi.

Shadi k liye Wazifa parhna ka Tarika:

  • kisi bhi din ap shadi k liye wazifa start kar sakta hain.
  • sb se pahla khalos k sath wuzu bana lain. agr pahla se wuzu kiya hoya hai to dobara wuzu karna ki koi shart nai hai.
  • isha ki namaz k baad ya wazifa parhna hai.
  • Is k bad 11martaba darood pak parhna hai.
  • akhir main phir 11bar darood pak parhna hai jo ap na start main parhna hai.
  • phr ap ki shadi main jo bhi rukawat ya bndish hai, usay dor krnay k liye Allah pak sa ajzi ka sath dua karan.
  • Is wazifa ki miyad 21 din hai ap is ko bila nagha 21 roz parhain.
  • Inshallah bohat jald ap ki shadi ka neak asbab bana laga ga. ap ko shadi k liye bahtren humsafar milay ga Inshallah.
Rohani dunya main hum ap ko ap ka tamam masil k hull wazaif, dua, taweez aur allah par yakeen rukhta howa krain ga jub tak insan ko Allah par yaken ho ga tub tak aus ka har kam allah ki marzi se ho ga jis kam main Allah ki marzi na ho gi wo kam nai ho skta.

Rohani Mashwara:

8 mashhooor Rohani Mashwaray


  • Wo ghar jis se darakt kate dia jaya wo ghar kabhi abad nai rahta. Ap jb bhi kisi ghar ko masail ka shikar dakhan ap tahkek krain ap ko pata chala ga us ghar ki barbadi darakt kaatna se start ho gi. ager ap k ghar main porana darakt hai to usa har giz na katain wo ghar hamesha abaad rahay ga.
  • Jis ghar se parindoun, janwaroun or chuontiyoun ko rizq milta rahta hai aus ghar se kabhi rizq khatam nai hota. ap ko wali allah k mazar par Charind, Parind kun milta hain. ya darasal mazarat par langer ki zamanat hai.
  • Allah tala ghariboun main kapray takseem karna wala ko kabhi ba izat nai karta. Ager ap chahta hain ap ka mukhalifen ap ko bay izat na karin to ghariboun main kapray takseem karna start kar dain. Bil khassos ap ghareeb buchyoun ko chadrain or kpray lay kr dain. ap marnay ka baad bhi ba izat rahain ga.
  • Ager ap bhatki hoi olad ko rahay rast par lana chahta hain to gharib buchyoun ki shadi krwa dain. Ap ki olad naik ho jay gi, ap experiment kar k dekh lain ap ghareeb buchyoun ki shadi krwa dain un ko ghr main khush rukhain ap ki olad bhi naik ho gi.
  • Ap apni zindgi main shukr or itminan lana chahtay hain to logoun ko khana khilana start kar dain. ap ka dil itminan ki naymat se malamal ho jaya ga.
  • Ap ager saytmand rahna chahta hain to ghurba ka ilaj krwana start kar dain ap ki sayht achi hona start ho jay gi. ap is k baad jo bhi dua khain gay wo dosray mareezoun k mukablay main ziyada asar kray gi.
  • Ap ager depression ka shikar hain to ap dosroun k liye thunday pani ka bundobst kr dain, kisi ghareeb k ghar motor lgwa dain ya apni ghar ka samna water cooler lgwa dain ap ka depression khatam ho jaya gi. Kun ka depression aag hota hai or pani har aag ko thunda kar data hai.
  • Ap ager takatwar hona chahta hain to ap sadgi ikhtiyar kar lain, to dunya ka koi bhi firon ap ka mukabla nai kr sakta. Allah pak ne sadgi main bohat takat rakhi hai. ap phr is ko aazma lain ap ka bhi koi mukabla nai kr saka ga.
Is k ilawa ap kisi bhi rohani mashwara ka liya Aamil Ms Jaferi se contact kar sakta hain wo ap ki har mammla main khob maddad karain ga ap ko har tarhan se agha krain gay.

Contact Form

Name

Email *

Message *